गुरुवार, 3 अप्रैल 2008

abhishap
me dekhta hu chitr ko..apne divagant meetr ko..pash me hi geha tha..pariwar purit-sneh tha..bachche shabhi khushhal the..godam malamal the..phir ek din bigadee dasha..chadne laga dhan ka nasha..kuchh log bahakane lage..shukh marm shamjhane lage..jeevanviphal,bekar hai..madhyapan jeevan-shar hai..pariwar se katane laga..vah leek se hatane laga..nit baithake hone lagee..raate jahar bone lagee..ghar me dhuwa bharne laga..shukh chen sab harne laga..pratidin kalah badhne lagee..vish bel shir chadhne lagee..tan shukh kata ho gaya..dhan-man,yauvan kho gaya..ghar me bachee bash galeeya..titechashak ya yaleeya..avshesh the shigaret ke..ya bil bakaya sheth ke..sheeshiyo ke ambar the..sab band karobar the..bachche ashikshit rah gaye..shukh ke kile sab dhah gaye..shaman ghar ka bik gaya..sab kuchh adhar par tik gaya..phir ek din sab chhod kar..shanshar se muha modh kar..chir nid me vah sho gaya..jeevan nashe me kho gaya..kaisha abhaga bap tha..ghar ke liye abhishap tha ..yaha shoch kar karana nasha..eshee hi hogee durdasha..
neyat sharab ki adhikansh ki samajh me aa gaeewo alag bat hai kuchh shamjhke bhi anjaan bane phirte hai khud to tabah hote hai auro ko bhi tabahi ki rah par chane walepath pradarshak banate haikhud to dhube hai oroo ko bhi dhubane ki tamann dil me rakhte hai
neyat sharab ki adhikansh ki samajh me aa gaeewo alag bat hai kuchh shamjhke bhi anjaan bane phirte hai khud to tabah hote hai auro ko bhi tabahi ki rah par chane walepath pradarshak banate haikhud to dhube hai oroo ko bhi dhubane ki tamann dil me rakhte hai
nasha ye wo nag hai jishne, apne palne wale ko na bakshanashe ne kitne masoomo ki ghar dhaha deye,kitane masoomo ki shar se apno ka shaya hi chinliya ,par iski pyaash na bhujheekitne ghar phuk deye ,par iski aag na bhujhikitane rajaoo ke khajane pee gaya par iska pet na bhara kitne chaman ujhade par iska shok pura n hu pura mera bhi ek chaman tha payar usme bhi khushali thi chahuorpar is nag ne aisha dhash ki me kahi ki n rahiab or koee baga n ujhadne dugee is nag ko me apne aap se ye wada hai mera ,jane se pahale iske vinash ka pura intejam kar duge me apne aap se ye waad hai meramere is wade ko pura kare me ab koee rukawat me n brdash karu gee meapne se ye waada hai mera